Alankaar 

 Alankaar ka shabdik arth hota h- Aabhushan.

sangeet me abhushan  ka arth h -sajawat.

"Aisa swar-samooh jo niyamanusar hone k sath-sath raago ya geeton ko sajaane k kaam aaye,Alankaar kahlaata h."

. Alankaar anek hote hn.

. Yh aaroh-avroh k roop me hota h.

. Alankaar abhyas se hi sageet  shiksha ki shuruaat hoti h.

. Alankaar abhyas jitna aavashyak swaro ko samajhne k liye h,utna hi gale ki taiyari k liye v.

. Sangeet  k prati ruchi jagaana k liye v alankaar mahatwapurna h.

=Aaroh- sa re ga,re ga ma,ga ma pa,ma pa dha,pa dha ni,dha ni sa*.

=Avroh- sa*ni dha,ni dha pa,dha pa ma,pa ma ga,ma ga re,ga re sa.

. kuchh aise hi saje roop me hote hn anek alankar.


Comments

Popular posts from this blog

Raago ke gaayan kaal:-

राष्ट्रगान