Varna kise kahte hn.

Swaro ko anek prakar se gaane ki kriya ko Varna kahte hn.

Varna 4 prakar k hote hn:-

  1. Sthayi -varna:   Kisi swar ko agar bar-bar gaaya-bajaya  jaay,to woh kriya Sthayi -varna kahlaati h.  Eg.sasa, rere, gaga,mama.......
  2. Aarohi-varna:  Madhya- sa swar se madhya-ni swar tk  ke antargat kramshah gaane-bajaane ki kriya ko Aarohi varna kahte hn.                       Sa,re,ga,ma,pa,dha,ni.
  3. Avrohi varna- Taar -sa. Swar se madhya -re swar tk k swaro ko gaane-bajaane ki kriya   Avrohi varna kahlaati h. eg.sa., ni,dha,pa,ma,ga,re..
  4. Sanchaari varna:  Uprokt teeno varno k mishran ko sanchaari varna kahte hn.

Comments

Popular posts from this blog

Raago ke gaayan kaal:-

राष्ट्रगान